Sitam ka aashna tha woh sabhi ka dil dukha gaya
shaam-e-gham to kaat li sehar hoi to chala gaya
hawa-e-zulm sochti hey kis bhanwar main aa gai
woh ek diya bujha gaya to senkron jala gaya
ab ek hajoom aashqaan hey her taraf rawaan dawaaan
woh ek raah toar kar khud ko kaaflila bana gaya